Punjab
mein rehnay waalay Arabi nasal, Baloch nasal, Pathan nasal Jageerdaron ki taraf
say Punjab aur Punjabi Qoom ko taqseem karnay k liay Saraiki k naam say aik
naee Qoom aur Sooba bunaanay ki saazish ko Sindhi politicians, intellectuals
aur journalists ki taraf say motivate, patronize, propagate aur support karnay
k jawaab k tour par Punjabi Qoom Sind mein 7 Soobay bunna sakti hy.
National
assembly mein 150/272 seats Punjab say honay ki wajaah say 2/3
majority k zariay constitutional amendment karwaana Punjabi Qoom k liay koe
masla nahi .
1.
Upper Sindh k Saraiki speakings k liay Saraiki Sooba .
2.
Central Sindh k Vicholi speakings k liay Vicholi Sooba .
3.
Lower Sindh k Lari speakings k liay Lari Sooba .
4.
Eastern Sindh k Thari or Thareli or Dhatki speakings k liay Thar Sooba .
5.
South Western part of Sindh k Lasi speakings k liay Lasi Sooba .
6.
South Eastern
Sindh
k Kachhi speakings k liay Kutch Sooba .
7.
South Sindh ki Punjabi, Pathan, Gujrati, Rajasthani, Bihari aur UP, CP
communities k liay Karachi Sooba.
No comments:
Post a Comment